Zindagi Insaan Ki Aik Dam Ke Siwa Kuch Bhi Nahi
Zindagi Insaan Ki Aik Dam Ke Siwa Kuch Bhi Nahi |
Poet: Allama Iqbal |
By: WAS |
Zindagi Insaan Ki Aik Dam Ke Siwa Kuch Bhi Nahi
Dam Hawa Ki Mouj Hai, Ram Ke Siwa Kuch Bhi Nahi
Gull, Tabasum Keh Raha Tha Zindagani Ko, Magar
Shama Boli, Garyae Gham Ke Siwa Kuch Bhi Nahi
Raaz-E-Hasti Raaz Hai Jab Tak Koi Mehram Na Ho
Khol Gaya Jis Dam, Tou Mehram Ke Siwa Kuch Bhi Nahi
Zaeran-E Kaba Se Iqbal Ye Pochey Koi
Kya Haram Ka Tuhfa Zam-Zam Ke Siwa Kuch Bhi Nahi

Reviewed by RB
on
April 10, 2017
Rating:
No comments: